Diyaar-e-Dil Ki Raat Me Charaagh Sa Jalaa Gaya.

Diyaar-e-Dil Ki Raat Me Charaagh Sa Jalaa
Gaya.
Mila Nahi Tu Kya Howa Wo Shakal Tu Dikha
Gaya.

Wo Dosti Tu Khair Ab Naseeb-e-Dushmanan
Hoi.
Wo Choti Choti Ranjishon Ka Lutf Bhi Chala
Gaya.

Judayion K Zakham Dard-e-Zindagi Ne Bhar
Diye.
Tujhe Bhi Neend Aa Gayi Mujhe Bhi Sabar Aa
Gaya.

Pukaarti Hain Fursatain Kahan Gayin Wo
Sohbatain.
Zameen Nigal Gayi Unhain K Aasmaan Khaa
Gaya.

Share on Google Plus

About UsMan

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment