Khafa Tu Tha Wo Magar Mujh se Muskura k Mila.

Nazar Me Zakhm-e-Tabasum Chupa Chupa k
mila.
Khafa Tu Tha Wo Magar Mujh se Muskura k
Mila.

Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha
Bohat.
Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha K Mila.

Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindgi Ka Shaoor.
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila.

Main Us Se Mangta Kya Khoon Baha Jawani Ka.
K Wo B Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila.

Main jis ko Dhoond Raha Tha Nazar K Raste
Me.
Mujhe Mila B Tu Zalim Nazar Jhuka K Mila.

Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia.
Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila.


For More Urdu Poetry,
Like My Facebook Page.

https://m.facebook.com/mehroz717

Share on Google Plus

About UsMan

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment