Ek naya mausam aaj phir aaya hai

Ek naya mausam aaj phir aaya hai Aaj phir kisi ne aankhon se ashk bahaaya hai 

Chhup gaye aansoo aaj phir baarish mein Dil mein phir gham ka sailaab aaya hai 

Chhupaaye chal diye hum toh baarish mein Koi hamein kabhi kya samajh paaya hai 

Aansoo ban kar aayi yaad jo teri Ussi yaad ne hamein hansaaya hai Bas kaash agar saath hote tum Toh mausam yeh bhi sau rang laaya hai�

Tujh ko bhool jane ko roz ki koshish karta hoon 
Tujhako bhool jaon gaa phir is baat se derta hoon 
Tara door jane bhi main berdasht ker nahi sakta 
K bina tere ek pal mein hazar baar merta hoon 
Gham judai ka mujh ko sehna hi para lakin 
Jab bhi saans leta hoon tujh ko yaad karta hoon.
Share on Google Plus

About UsMan

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment