Bohat Muddat K Baad Kal Shab,

Bohat Muddat K Baad Kal Shab,

Kitab-E-Maazi Ko Hum Ne Khola'

Bohat Se Chehray Nazar Mein Utray'

Bohat Se Naamon Pe DiL Paseja'

Ek Aisa Safha Bhi Us Mein Aaya'

K Jis Ka Unwaan 'SiRF TUM' Thay..

Kuch Aur Ansu Phir Us Pe Tapkay,

Phr Is Se Agay HUM Parh Na Paye,

Kitab-E-Maazi Ko Band Kar K,

Tumhari Yaadon Mein Kho Gaye Hum..

Agar Tum Milte To Kaisa Hota,

Inhi Khyalon Mein So Gaye Ham....! 

Share on Google Plus

About UsMan

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment